Artist: Hazaaron Khwaishein Aisi
wra mann Chord
Bawraa mann dekhne
chala ek sapana
Bawraa mann dekhne
chala ek sapana
Bawraa se mann ki dekho bawarri
hai batein
Bawraa se mann ki dekho bawari
hai batein
Bawari se dhadakane hai bawari
hai sansein
Bawari se karvato sea nendea
duur bhage
Bawre se nain chahe, bawre jharokhon se
Baware nazaro ko takna…
Bawraa mann dekhne chala
ek sapana
Bawraa se is jaha mein,
bawraa ek saath ho
Is sayani bhid mein bas
hanthon me tera hanth ho
Bawri se dun ho koi bawra ek raag ho
Bawri se dun ho koi bawra ek raag ho
Baware se pair chahe,bawre tarano pe,
Bawre se bol pe thirakna
Bawraa mann dekhne chala
ek sapana
Bawraa sa ho andhera, bawri
khamoshia
Bawraa sa ho andhera, bawri
khamoshia
Thar tharati loh madham, bawri
madhoshian
Bawra ek ghunghta chahe, hole hole bin bataye
Bawra ek ghunghta chahe, hole hole bin bataye
Bawre se mukhade se sarakna
Bawraa mann dekhne chala ek sapana
Bawraa mann dekhne chala ek
sapana
Bawraa mann dekhne chala ek
sapana
Bawraa mann dekhne chala ek
sapana
Bawraa mann dekhne chala ek
sapana

0 comments:
Post a Comment